Watch this video before booking your call
Agar haan, to yeh accident nahi hai. Aapke logo ki vibrational misalignment ka direct symptom hai.
"Paisa aata hai, par tikta nahi. Turnover toh bada hai, par profit nahi hai, ya loss zyada ho raha hai."
"Team aati hai, par kabhi tikti nahi. Kaam seekhti hai aur competitor ke paas chali jaati hai."
"Marketing mein bahut paisa phook diya. Leads aati hain, par conversion hi nahi hota."
"Mehnat toh bahut kar rahe hain, par pata nahi chal raha ki cheezein kyun atki hain. Business stagnancy pe aa gaya hai."
Aap kaunsa type hain, aap decide karein.
4 layers, har ek aapke business ki ek specific problem se directly linked.
Pata chalega - aapke logo ke colours premium clients attract kar rahe hain ya bargainers. Cashflow attract karne wali frequency hai ya repel.
Samjhega - aapke logo ki energy upward (growth) ja rahi hai ya lateral (stagnation). Geometry ka exact business impact dikhega.
Identify hoga - aapka font customer ko trust dilata hai ya doubt deta hai. Typography decisions cashflow pe directly impact karte hain.
Reveal hoga - aapka logo aur visiting card customer ke mann mein kya message bhej rahe hain, aur paisa attract kar rahe hain ya leak.
Math simple hai. Aap kaunsa choose karenge?



Same struggles. Same skepticism. Aaj, different reality.
Aapke mann mein bhi yahi sawaal aa rahe hain, honestly answer karta hoon
Ab 3 mein se ek group mein aap hain:
Aap kaunsa group hain, aap decide karein.